Saturday, 11 July 2015

Eak Adhuri Kahani(jadui dunia) -4

jagu ki ragging hui thi to use pure collage me sirf chadi me doudaya gaya tha jagu uska badla ragging kar ke le ra thaaur wahin apna hero yane ki agni ekkone me baitha hua tha wo thoda sa disturb tha kyunki ush ladki ne uske muhn se cigaret chin liya tha aur bohut kuch kaha bhi tha jish se agni ishwaqt bohut hii dusterb tha kyunkiush ladki ki ish harkat se agni ko kuch purani yaden uske samne arahithi kishi khash shaks ki yaad arahi thi jishe wo bhuljana chahta tha lekin ush ladki ne agni ke purane jakham ko taza kar diya thatabhi wahan deva doud ta hua wahan ata hai aur kehta hai abe sale wahan collage ke ush taraf mene ush ladki ko dekha be to jagu puchta hai kaun be phir deva kehta hai abe wahi pagal ladki jishne aaj subah hamare muhn se cigaret chin liya tha aur nali me phenk diya thaye sunke agni harkat me agaya aur bola kahan be chal jaldi se dikha mujhe kahan dekha tune ushe aur phir pura group ush taraf chal dete hain lekin wahan wo ladki nahin hoti jish se agni bhadak jata hai aur deva se kehta hai abe sale kahan hai be tune sahi sahi dekha hai na ushe deva kehta hai abe haan yaar ush sali chudail ko nahin bhul sakta sali ne mera bohut nuksan kar diya be tabhi bicky puchta hai keshe be deva kehta hai abe sali ne mere muhn se cigaret nikal ke phenk diya mene basthoda sa hii piya tha sabhi pure collage me ush ladki ko dhunte hain bohut dhundne ke baad wo ladki unhe collage canteen me milti hai woladki apne saheli ke sath baithke sprite pee rahi thi tabhi sare ladke unhe gher lete hain ye dekh wo ladki uth ke kehti hai kya baat haitabhi piche se samne atta hai agni aur jake ush ladki ke samne baith jata hai wo ladki agni ko dekh ke kehti hai tum yahan agni kehta hai hello baby i am agni kumar das +2 second year scince stundent whats ur name ush ladki ke muhn se nikaltahai kyaaaaa phir agni kehta hai kya naam hai tumhara what is your name baby wo ladki jaan chuki thi sayed aaj uski band bajne wali hai wo dari dari kehti hai iam varsha thakur +2 second year scince stundent agni kehta to kahan se ho tum yahan ki nahin lagti varsha kehti hai jii me delhi se hoon agni kehta kya delhi me collage aur univercity me sit nahin mili varsha kehti hai jii mere papa yahin se hain ishi liye me bhi yahin par apni padhaikarna chahti hoon agni kehta hai to iska matlab tum ish collage me nayi ho aur fresher bhi to tumhari ragging to karni hii padegiaur phir agni cigaret nikal ke pine lagta hai aur kehta hai varsha darling kya baat hai mujhe cigaret pine se nahin rokogi varsha kehti haisorry jii mujhe pata nahin tha isiliyemujhse galti ho gayi ab se me kishi bhi senior's ko cigaret pine se nahin rokungi agni kehta hai to kya junior's ko rokogi phir varsha kehti hai nahin jii juniurs ko bhi nahin rokungi phir agni kehta hai to kya profeser ko rokogi phir varsha kehti hai nahi jii collage me kishi ko bhi nahin rokungi phir agni kehta hai to kya bahar ke logon ko rokogi phir varsha kehti hai nahin jee me abse kisi bhi insan ko kabhi bhi cigaret pine se nahin rokungi phir agni kehta hai to kya kutta billi bandar yaa kisi aur janwar ko rokogi phir varsha kehti hai jii nahin nahin kabhi nahin phir agni kehta hai acha thik hai lekin tumhari ragging to karni hii padegi aur tumhara task ye hai ki tum ye cigaret lo do kash marlo ye sunke varsha rone lagti hainahin nahin plesssss aisha mat kariye me cigaret nahin pii saktiagni kehta hai theek hai mat piyo lekin aaj ke bad ish collage me padh nahin paogi varsha darling kyunki hum tumhe chen se bethne bhi nahin denge har pal tumhe paresaniyon kasamna karna padega soch lo varsha buri tarah fash chuki thi akhirkar usne haar maan liya aur apne kanp te hue hathon se usne cigaret ko uthaya aur juban ke karib lene lagi pehla kash lagaya aur buri tarah khasne lagi aur rone lagi aur nahin hoga jee phir agni bolta hai chalo thik hai varsha darling ek baad yaadrakhna mera rashta kabhi bhi katne kii koshish bhi mat karna ok dont cross my way watch it jao yahan se varsha wahan se jane lagti hai tabhideva ushe tok deta hai kehta abhi ragging to adhuri haiush waqt tumhare sath tumhari ye friend bhi thi naa to iski bhi ragging hogi naa aur phir deva varsha kii dost ritu ki taraf cigaret badha deti hai ritu uske haath se cigaret leke kash pe kash lagati hai ye dekh deva aur baki sabki ankhen phati ki phati reh jatti hain deva uske haath se cigaret cheen leta hai aur kehta hai kammini sari pii jayegi kya ye dekh canteen me sabhi hasne lagte hain varsha ritu ko sath me leke chali jatihai aur jate jate man hi man me na jane kitni galiyan agni ko de rahi thiushe agni se ab nafrat sii hone lagi thi uske jane ke bad agni ke chehre pe ek bijayi mushkan ajata hai aur wo sochta hai kii acha waat lagaya iska abb ye mere raste me kabhi bhi tang nahin adayegi ,,,,,,,,,,,,,

No comments:

Post a Comment